Agar kabhi dard se gussa aa jaaye toh? Log kehte hain — tu toh badtameez ho gaya. Unko woh zakhmi dil kyon nahi dikhta, Jo is gusse ki asli wajah ban gaya? Iss dil mein kya aag lagi hai... Magar kisko hai uss jalan ka ehsaas nahi? Har saans pe taane milte hain, Jaise kam kaman…